Roman script

main hun akela main hun akela

main hun akela mai kya karu haye

sundar si koi hasina mil jaye

mai hu akela mai kya karu haye

sundar si koi hasina mil jaye

bachpan bita aayi hai jawani

is diwane ko mil koi diwani

kase na kase, kase na kase

meri bat ban jaye

sundar si koi hasina mil jaye

main hun akela main hun akela

hai sab kuch mere pas kuch kam nahi hai

nahi hai wo jane jigar gam yahi hai

jaha ghumkar maine dekha hai sara

ye chehara koi na laga mujhko pyara

india me mere kadam tik jaye

khawabo ki filme yaha pe hit jaye

dil pe kisi ka dil pe kisi ka

dil pe kisi ka nishana ban jaye

sundar si koi hasina mil jaye

main hun akela main hun akela

wo gori ho wo kali ho ya sawali ho

badal jaye kismat wo aesi kali ho

wo takrav usse mera phir kahi bhi

wo mumbai sehar ki koi bhi gali ho

kuwarepan ka ye thapa mit jaye

khwabo ki filme yaha pe hit jaye

dil pe kisi ka

dil pe kisi ka nishana ban jaye

sundar si koi hasina mil jaye

mai hun akela main hun akela

main hun akela mai kya karu haye

sundar si koi hasina mil jaye

main hun akela main kya karu haye

sundar si koi hasina mil jaye

bachpan bita aayi hai jawani

is diwane ko mil koi diwani

kase na kase, kase na kase

meri bat ban jaye,

sundar si koi hasina mil jaye

mai hu akela, mai hu akela

mai hu akela,  mai hu akela

Explore this song