Roman script

main ek shola aag babola

are tu kya hai main main barf ka gola

main ek shola aag babola

may ka itar mast samandar

umad raha hai dil ke andar

may ka itar mast samandar

umad raha hai dil ke andar

tere din me bhi ye masti 

hogi shayad aadha tola 

aadha tola, aadha tola

main ek shola aag babola

are tu kya hai main barf ka gola

main ek shola aag babola

tarishna lab hai aur piyenge aur piyenge aur piyenge 

tarishna lab hai aur piyenge aur piyenge aur piyenge 

pyase panchhi tu bhi piyega

main pee lunga coca cola 

coca cola, coca cola

main ek shola aag babola

are tu kya hai main barf ka gola

main ek shola aag babola

kya teri taqdeer sajai

are kya rangi tasveer banai

kya teri taqdeer sajai

are kya rangi tasveer banai

are rang teri kismat ka kisse

are jisne khola patla cola 

patla cola, patla cola

main ek shola aag babola

are tu kya hai main barf ka gola

main ek shola aag babola

tu har baat chupaye huye hai

ek tufan dabaye huye hai

tu har baat chupaye huye hai

ek tufan dabaye huye hai

baato se baato me lakar

aaj tera dil kisne tatola, tatola, tatola

jisne tera batua khola bulbul, bulbul, bulbul

tera bhi kima kar dungi tu agar bich me bola

hey main ek shola, main ek shola, main ek shola

main ek shola, main ek shola, main ek shola

Explore this song