Roman script

main ek anokhi daali
main ek anokhi daali
meri raam kare rakhwali 
meri raam kare rakhwali 
main ek anokhi daali
main ek anokhi daali
mere kesu kaale kaale 
mere kesu kaale kaale 
do naag hai dasne wale 
meri ankhiya man ki pyaali 
meri ankhiya man ki pyaali 
main ek anokhi daali
main ek anokhi daali
meri raam kare rakhwali 
meri raam kare rakhwali 
main ek anokhi daali
main ek anokhi daali
mora mukhda pyara pyara
mora mukhda pyara pyara
meri bindiya gagan ka tara
meri bindiya gagan ka tara
meri nain bhi dasne wale
main ek anokhi daali
main ek anokhi daali
meri raam kare rakhwali 
meri raam kare rakhwali 
main ek anokhi daali
main ek anokhi daali

Song details

Song video

Watch on YouTube