Roman script

main cheez badi hoon chaalu

jo chaahe so kar dalu

kaisi bhi fislu machhli

failaake jaal fasa lu

main har fan maula maula maula

main gajab ka gola gola gola

kabhi thandi shabnam

kabhi taptaa shola shola shola

main will power se sab kuch paa lu

main cheez badi hoon chaalu

jo chaahe so kar dalu

kaisi bhi fislu machhli

failaake jaal fasa lu

koi mere aage koi mere pichhe

kisi se mujhe kya darna

kuch bhi ho danger, kuch bhi ho pressure

mujhe kaam apna karna

computer friend mera

jise chaahu pata lu main

sidha sa haath fera hua 

tujhe usme bitha lu main

baaho mein aaja

main cheez badi hoon chaalu

jo chaahe so kar dalu

main hu tumhara naya transmeter

lambi hai meri frequency

har pal tumhari har baat jaanu

chalegi na koi sequency

dil tera deewana hai

kuch karke dikhana hai

tumse jo mohabbat hai

tumse kya chhupana hai

baaho mein aaja

main cheez badi hoon chaalu

jo chaahe so kar dalu

kaisi bhi fislu machhli

failaake jaal fasa lu

main har fan maula maula maula

main gajab ka gola gola gola

kabhi thandi shabnam

kabhi taptaa shola shola shola

main will power se sab kuch paa lu

main cheez badi hoon chaalu

jo chaahe so kar dalu

kaisi bhi fislu machhli

failaake jaal fasa lu

Explore this song