Roman script

waqt badjuban ho gaya dil lahu-luhan ho gaya

meri jaan ke khilaf kyun sara aasman ho gaya

betahasapan hawa se kyu hui hawa

kya hai tere dil me bolaye mere khuda 

na khatmkar ise meri ye zindagi suru hui na aabhi

mai chahta hun jina abhi

mai chahta hun jina abhi

har kadam pe dar bana hai

mere aaj par bana hai

bojh mera gujra hua kal

darbadar mai bepanah

jaye jahan tak nigah

chhaye hai tabahiyo ke badal

nahi hai ye mera jahan

ke aagaya hun mai kahan

kaun hai ye sajiso ke karobar mei

hadshe khade hai mere intejar mei

na jane kaun sa jehar hai baki mere liye pina ahi

mai chahta hun jina abhi

mai chahta hun jina

mai chahta hun jina

ho sake na kamyab

kuch bharose mand khwab

aankhe jab khuli to humne jana

khali hath khali jeb

bas kamaye kuch farib

karke dushmano se dostana

ye chal kaun chal gaya

zamana kyun badal gaya

dil ke aayene pe dhool si zami rahi

meri hasrato ki aankh me nami rahi

ki chu ke ek baar bhi mere dil ko khushi gayi na kabhi

mai chahta hun jina abhi

mai chahta hun jina

mai chahta hun jina

mai chahta hun jina abhi

mai chahta hun jina

mai chahta hun jina

Explore this song