Roman script

main bhi teri dil bhi tera jhoomne wale 
phir na milega ye shamma mauj uda le 
pyar ki jo aag lagi hai wo bujha le 
banti hai takdeer zara naian mila le 
man me umange masti ka aalam 
matwale dil bole pyara hai mausam 
aise me aa mil le kahte hai ye ham 
bhul jaye duniya hardam tere 
main bhi teri dil bhi tera jhoomne wale 
phir na milega ye shamma mauj uda le 
pyar ki jo aag lagi hai wo bujha le 
banti hai takdeer zara naian mila le 
kaisa ye jadoo balmaa ne daala
ang ang fadke hai dekho hamara 
kaisa ye jadoo balmaa ne daala
ang ang fadke hai dekho hamara 
sapna adhura tha hoga wo poora 
teer najar ka aisa maara 
teer najar ka aisa maara
main bhi teri dil bhi tera jhoomne wale 
phir na milega ye shamma mauj uda le 
pyar ki jo aag lagi hai wo bujha le 
banti hai takdeer zara naian mila le

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Padmini, Sivaji Ganesh