Roman script

main bhi jawa hun tum bhi jawa ho 

main bhi jawa hun tum bhi jawa ho 

hum hai jawa hindustani 

apni jindagi pyar mohabbat 

pyar hi dana pani 

hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho 

hum hai jawa hindustani 

apni jindagi pyar vatan ka 

pesha apna kurbani 

hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho 

bin jal nadiya bin lau deepak 

virrna kya hai taal bina 

dhadke na jo dil hai kya vo 

jivan kya hai pyar bina 

aao chun le pyar ki kaliyan 

aur saja le jindagani 

main bhi jawa hun tum bhi jawa ho 

hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho 

hum hai jawa hindustani 

apni jindagi pyar vatan ka 

pesha apna kurbani 

hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho 

farj se badkar apne dil mein 

kisi khushi ki chah nahi 

desh ke khatir kisi bhi aisho 

isharat ki parvah nahi

hame rulata nanga bharat 

ma ki aankhon ka pani 

hum bhi jawa hai tum bhi jawa ho

Explore this song