Roman script

mai bhi jalu tu bhi jale aaja sanam lag ja gale 

aag se hi aag bujhe baho me aake dekhle ho

baho me aake dekhle mai bhi jalu tu bhi jale

aaja sanam lag ja gale aag se hi aag bhujhe 

baho me aake dekhle ho baho me aake dekhle 

ji bhar ke aaj humko arma nikalne hai

ji bhar ke aaj humko arma nikalne hai

jab tak hai hosh baki pyale uchhalane hai

jawani ka nasha kya hai mohabbat ka maja kya hai

tu ajama ke dekh le ho tu aajama ke dekh le 

mai bhi jalu tu bhi jale aaja sanam lag ja gale 

aag se hi aag bujhe baho me aake dekhle ho

baho me aake dekhle 

haye ye gram sanse tan kyu pighal na jaye

haye ye gram sanse tan kyu pighal na jaye

uf ye nazar ki teji dil kyu machal na jaye

jo dhadkan hai tere dil me vo halchal hai mere dil me

dil me sama ke dekh le ho dil me sama ke dekh le

mai bhi jalu tu bhi jale aaja sanam lag ja gale 

aag se hi aag bujhe baho me aake dekhle ho

baho me aake dekhle

Explore this song