Roman script

mai bewafa nahi hu kaise tujhe batau

mai bewafa nahi hu kaise tujhe batau

afsana bebsi ka kaise tujhe sunau

mai bewafa nahi hu kaise tujhe batau 

ek bewafa se maine umeed-e-wafa ki thi

ek bewafa se maine umeed-e-wafa ki thi

main nasamjh thi ya rab

maine ye khata ki thi

ek bewafa se maine umeed-e-wafa ki thi

tujhko pata nahi hai 

tune ye kya kaha hai

tujhko pata nahi hai

tune ye kya kaha hai

majburiyo ko meri 

tune jafa kaha hai

jakhmi hai dil ki dhadkan

kaise tujhe dikhau

mai bewafa nahi hu kaise tujhe batau

afsana bebsi ka kaise tujhe sunau

mai bewafa nahi hu kaise tujhe batau

kaise batau mujhpe ehsaan kya kiya hai

kaise batau mujhpe ehsaan kya kiya hai

meri wafa ke badle aasu mujhe diya hai

mere dil ne aaj jana

mai kisko chahti thi

ek bewafa se maine umeed-e-wafa ki thi

main nasamjh thi ya rab

maine ye khata ki thi

mai bewafa nahi hu kaise tujhe batau

afsana bebasi ka kaise tujhe sunau

mai bewafa nahi hu kaise tujhe batau

Explore this song