Roman script

mai bewafa, mai bekadar, maine tera dil toda

mera bhi dil tuta magar, tujkho nahi isaki khabar

teri yaad me dil thamkar tadpunga mai saari umar

mai bewafa,mai bekadar, maine tera dil toda

duniya ke sab aashiko ki todi hai sab maine rasme 

beche hai sab apane vaade,bechi hai sab apani kasme

bechi hai sab apani kasme 

mai bewafa,mai bekadar, maine tera dil toda

mera bhi dil tuta magar, tujhako nahi isaki khabar

teri yaad me dil thamkar tadpunga mai saari umar

yeh pyaar ishk aur mohabbat, kya hai yeh abb maine jaana

vaapas magar kaise aaye gujara huwa woh jamaana 

gujara huwa woh jamaana 

mai bewafa,mai bekadar, maine tera dil toda

mera bhi dil tuta magar, tujkho nahi isaki khabar

teri yaad me dil thamkar tadpunga mai saari umar

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song