Roman script

pran priye tum kishan ho mai radha

tu sui ho mai hoon dhaga

phir sangam kyu ho aadha aadha aadha

mai badhiya tu bhi badhiya

shadi kar le sanwariya

phutengi phir phuljhadiyan

badhiya badhiyan

mai badhiya tu bhi badhiya

par mai azad hoon chidiya

rakh tu apni phuljhadiyan

badhiya badhiya

chat mangni kar patt mangni

mujhe patni banale jhat pat apni

sun pagli mai hoon chhora jungli

are kahe ko banana chahe meri chatni

mai badhiya tu bhi badhiya

shadi kar le sanwariya

phutengi phir phuljhadiyan badhiya badhiyan

main badhiya tu bhi badhiya

par mai azad hoon chidiya

rakh tu apni phuljhadiyan

badhiya badhiya

sun sajna kal aaya sapna

maine sapne me dekha mandap apna

sab taare the barati

sang naach rahe suraj chanda

jaag ja re pagli tu

sapna nahi hai ye hai durghatna

durghatna

suraj se mandap jal jayega

mujhe nahi pakna nahi pakna

mai badhiya tu bhi badhiya

hum kyu phunke ye duniya

rakh tu apni phuljhadiyan

badhiya badhiya

teri bagiya mai aake

phul khila dungi mai

kar shadi

are bhul ja tu phul wool

bagiya me karni hai kheti badi

aath dus bacche honge

tutlayenge mummy daddy

mummy daddy

abhi kya kam hai

jo hum bhi badhaye

duniya ki abadi

arey hum do humare do

apna lenge hum ye nara

ye nara

palung mai kaise do bhi kaise

naukri nahi hai mai hoon awara awara

mai bhi badhiya tu bhi badhiya

par pahle dhundon naukariya

phodenge phir phuljhaldiya

badhiya badhiya

badhiya re badhiya badhiya

badhiya re badhiya badhiya

mai badhiya tu bhi badhiya

dono azad hai chidiya

pahle dhundon naukariya badhiya badhiya

mai badhiya tu bhi badhiya

dhundunga main naukariya

phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya

samjhe aan badhiya

Explore this song