Roman script

ladies and gentelman

ladies and ladies

mai khud apne aapko aapke samne pesh karta hu

naam na pucho are kaam na pucho

are are are pucho na kya hai thikana

naam mera hain aashiq kaam hai dil ka lagana

isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe

albela mastana, albela mastana

mai albela mastana

naam mera hai aashiq kaam hai dil ka lagana

isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe

albela mastana, albela mastana

mai albela mastana

sabse hai dil ka rishta

sabse hai apni yari

kya karu ke achi surat lagti hai mujhko pyari

ha ha pyari pyari le tujhpe ye jaan vari

pyari pyari le tujhpe ye jaan vari

har dil ka mai diwana

har sama ka parvana

isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe

albela mastana, albela mastana

mai albela mastana

rang anokha mera, dhang mera hai nirala

jisko hasi bhi mudhkar dekhe hu wo kismat wala

koi jalta hai mujhse to jalta rahe

koi jalta hai mujhse to jalta rahe

jispe bhi najar dalu

samjho wo dil hai nishana

isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe

albela mastana, albela mastana

mai albela mastana

hai wo tabiyat payi

rah na saku mai akela

isliye to charo taraf hai laga hasino ka mela ha ha

husn walo pe yaro kurban jaiye

husn walo pe yaro kurban jaiye

mili jaha bhi aankhe bas apna vahi thikana

isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe

albela mastana, albela mastana

mai albela mastana

naam mera hai aashiq kaam hai dil ka lagana

isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe

albela mastana, albela mastana

mai albela mastana

albela mastana mastana diwana albela diwana

Explore this song