Roman script

madhur suro me suno jhamela 

madhur suro me suno jhamela

ek tha maznoo ek thi laila 

madhur suro me suno jhamela 

madhur suro me suno jhamela

ek tha maznoo ek thi laila

hilmil ke dono ne  

aisa pyar ha natak khela

pagadi ban gayi daak ka thaila 

pagadi ban gayi daak ka thaila thaila

thaila

madhur suro me suno jhamela 

madhur suro me suno jhamela

ek tha maznoo ek thi laila 

pagadi ke bahar thi makhamal 

andar thi khatmal ki mehfil 

ek khatmal ne aag laga di

kaat ke aisi break laga di 

ruk gaya pyar ka thela

thela

madhur suro me suno jhamela

ek tha maznoo ek thi laila 

bich bhanwar mein chhod ke naiyya 

aap to chhup gaye khatmal bahiyaa

angaliyada to lakh ho apne 

toot gaye sab pyar he sapne 

reh gaya maznoo akela akela 

akela

madhur suro me suno jhamela

ek tha maznoo ek thi laila

Explore this song