Roman script

madhur madhur naam meenakshi

kanchi nagar ki kamakshi

mahim mahim tab meenakshi

kashi me ho vishalakshi

madhur madhur naam meenakshi

kanchi nagar ki kamakshi

mahim mahim tab meenakshi

kashi me ho vishalakshi

teri vandana gau mai sun ja devi

teri vandana gau mai sun ja devi

tum jaisi hai meri bahan ek rajnandni

wo hai meenakshi meri pyari meenakshi

pal pal hai kaha yaha waha 

jane na dhadkte dil ka raj ho tum

cham cham nachna pooja hai uski

charo or gunjna yaad rakhna

madhur madhur naam meenakshi

kanchi nagar ki kamakshi

mahim mahim tab meenakshi

kashi me ho vishalakshi

chingaram moh bairvi

aaj hai wo devi sundari

ye jag jane tum ho devi

nahi koi tum ho ajnabi

man ko bha jaye meri pyari bahna wo meenakshi

dekh lo lage wo jaise swyam devi ho meenakshi

pal pal hai kaha yaha waha jane na

dhadkte dil ka raj ho tum

cham cham nachna pooja hai uski 

charo or gunjna yaad rakhna

andaz ye hai nahi kam wo hai ek devi sundari

sukh sansar viraje wo baat usme hai ankahi

madhur hai maa tumhara naam

kul vadhu ke sath chavi tum dekh lo

satya brahm sada tumhe mana ho maa

parampara aage badhate chalo

lage wo jag ki sada saty devi meenakshi

hai wo man ki har bhavnao ki ek sakshi

pal pal hai kaha yaha waha jane na

dhadkte dil ka raj ho tum

cham cham nachna pooja hai uski

charo or gunjna yaad rakhna

madhur madhur naam meenakshi

kanchi nagar ki kamakshi

mahim mahim tab meenakshi

kashi me ho vishalakshi

teri vandana gau mai sun ja devi

teri vandana gau mai sun ja devi

tum jaisi hai meri bahan ek rajnandni

wo hai meenakshi meri pyari meenakshi

pal pal hai kaha yaha waha jane na 

dhadkte dil ka raj ho tum

cham cham nachna pooja hai uski

charo or gunjna yaad rakhna

madhur madhur naam meenakshi

kanchi nagar ki kamakshi

madhur madhur naam meenakshi

kanchi nagar ki kamakshi

Explore this song