Roman script

madhuban me

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

mujh me nahi bal jane ka

jor hai tum me to aane ka

mujh me nahi bal jane ka

jor hai tum me to aane ka

bebas ko duniya thukrati

bebas ko duniya thukrati

tum to nahi thukrao madhuban me

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

jis man me tumhara pyar basa

wo suna man gulzaar bana

jis man me tumhara pyar basa

wo suna man gulzaar bana

tum basant ban kar aao

tum basant ban kar aao

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

jag me daya ki dhum tumhari

jag me daya ki dhum tumhari

phir kyu tadape aankh humari phir kyu

phir kyu tadape aankh humari

jivan dwar to band hona hai

jivan dwar to band hona hai

ab na raah dikhao

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

madhuban me na shyam bulaao

Explore this song