Roman script

madam moti, niyat ki khoti 

o madam moti, niyat ki khoti 

o nakhre karti hain, hamse ladti hain 

tauba karti hain darti hain kyu, pyar se 

o mister gattu, are nikhattu 

o mister gattu, are nikhattu 

o lafda karta hain, aahe bharta hain

paanw padta hain, marta hain kyu khaar se 

o madam moti 

tera baap mere bap ko bana gaya 

bhola bhalal baapu mera dhokha kha gaya 

tera baap mere bap ko bana gaya 

bhola bhalal baapu mera dhokha kha gaya 

are bhai deke mujhko fansi 

hay khud chala gaya 

ke tu bhi aata tha, khud bulata tha 

tohfe la la ke deta tha baazar se 

o madam  moti, niyat ki khoti 

o nakhre karti hain, hmse ladti hain 

tauba karti hain darti hain kyu pyar se 

o mister gattu

bijaliya chhupi thi meri chal dhal me 

fans gayi main pyaar karke tere jaal me 

bijaliya chhupi thi meri chal dhal me 

fans gayi main pyaar karke tere jaal me 

dekh dubli ho gayi hu ek saal me 

jhuth bakti hain, kyo matkati hain

jakhmi karti hain, nakhro ki talwaar se

o mister gattu, are nikhattu 

o lafda karta hain, aahe bharta hain

paanw padta hain, marta hain kyu khaar se 

o madam moti 

thag liya hain tune, ye rapat likhaunga 

tu to mujhko kahta tha, ki ab na aaunga 

thag liya hain tune, ye rapat likhaunga 

tu to mujhko kahta tha, ki ab na aaunga 

are chhod chhad tujhko, hardwar jaaunga 

o pede batungi, cake katungi 

jaan chhutegi jo meri sarkaar se 

o madam moti, niyat ki khoti 

o nakhre karti hain, hamse ladti hain 

tauba karti hain darti hain kyu, pyar se 

o mistar gattu, o madam moti

are nikhattu, niyat ki khoti

Explore this song