Roman script

ya nabi daulate didar ada ho jaye 

aape jham jham ke marijo ko shafa ho jaye 

madad kijiye tajdare madina madad kijiye tajdare madina

mai aankho se dekhu dayare madina

dayare madina madad kijiye tajdare madina

hue fakre aadam halima ke dilbar 

hidayat ka andaz allah ho akbar

kalame khuda o zubane payambar

isi se hai roshna vikare madina madad kijiye tajdare madina

nazara karu mustafa ki zami ka 

mile damne pak sultane di ka

ho mitti wahi ki kafan bhi wahi ka bane 

meri chadar tu bare madina

madad kijiye tajdare madina mai 

aankho se dekhu dayare madina

dayare madinamadad kijiye tajdare madina

Explore this song