Roman script

ya na de le le khabar 

bigadi huyi takdeer hain

aapka har ek amal 

kurbaan ki tasveer hain 

madad kijiye taajdare madina 

madad kijiye taajdare madina 

main aankho se dekhu daya re madina 

daya re madina 

madad kijiye taajdare madina 

jo jaale wo roza wo minar dekhu

do aalam ke aaka ka darbaar dekhu

khuda se khudai ka shahakar dekhu

hai din raat ab intejaare madina 

madad kijiye taajdare madina 

nahi maine dekha kabhi pyar maa ka 

khata kijiye kali chameli ka saya 

kije apni shaan me yatimon ka sajda 

hamesha raho paak taare madina 

madad kijiye taajdare madina 

main ankho se dekhu daya re madina 

daya re madina 

madad kijiye taajdare madina

Explore this song