Roman script

maajhi o maajhi hui ho hui ho 
jeetenge baaji hui ho hui ho 
maajhi o maajhi hui ho hui ho 
jeetenge baaji hui ho hui ho 
o machhua o machhua
aaj dariyaa me bade bade, magar dikhai pade 
naye naye kachhua 
o machhua o machhua
aaj dariyaa me bade bade, magar dikhai pade 
naye naye kachhua 
machhua ho re machhua 
maajhi o maajhi hui ho hui ho 
jeetenge baaji hui ho hui ho 
ho ham bado se sunte aaye hain
badi machhali chhoti ko khaye
ham bado se sunte aaye hain
badi machhali chhoti ko khaye
jis machhali ko raam bachaye
use koi na chhede sataye 
ho use koi na chhede sataye 
haath ayenge na ham
haath ayenge na ham
pichhe bhale hi aate raho bachua
bachua   
machhua ho re machhua
aaj dariyaa me bade bade, magar dikhai pade 
naye naye kachhua 
he hai he hai machhua 
machhua ho re machhua
raani o raani aaj khul gaya, jannat ka raasta 
chanda mere chanda
hame mil gaya sukh ka raasta 
raani o raani aaj khul gaya, jannat ka raasta 
jamke barsega paani 
jamke barsega paani
kaali ghata se bole pavan pachhua 
pachhua
machhua ho re machhua
aaj dariyaa me bade bade, magar dikhai pade 
naye naye kachhua 
he hai he hai machhua 
machhua ho re machhua
maajhi o maajhi hui ho hui ho 
jeetenge baaji hui ho hui ho
ho lahro me nache ye ravani
kaisa chanchal hua aaj paani 
lahro me nache ya ravani
kaisa chanchal hua aaj paani 
hamri naiyaa me lakshmi raani
saari duniyaa isi ki diwaani 
ho saari duniyaa isi ki diwaani
bhesh machhuve ka dhar ke 
bhesh machhuve ka dhar ke
lakshmi ke pichhe lachhman bana lachhua 
lachhua 
machhua ho re machhua
aaj dariyaa me bade bade, magar dikhai pade 
naye naye kachhua 
he hai he hai machhua 
machhua ho re machhua
maajhi o maajhi hui ho hui ho 
jeetenge baaji hui ho hui ho
maajhi o maajhi hui ho hui ho 
jeetenge baaji hui ho hui ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar