Roman script
maati ke khwab saare maati ke ang paani ke sang bahe jeevan ke rang maaya hai jeet saari maaya hai ye jang aakhri manzil sabhi ki maati ka palang, maati ka palang maati ka palang, maati ka palang sau sau ke paale the samay ki patri se utar jaaye nabzo ke galiyare tukdo me bikhre saare maati ka makan to hai kachha sa dhul me milega katra katra ittraye raahi kaahe tu kaisa ghamand reete kaaya dhalti chhaya aisa niyam jaate huyi thi boli kati patang aakhri manzil sabhi ki maati ka palang, maati ka palang maati ka palang, maati ka palang
Song details
- Singer: Samira Koppikar
- Film / album: NH 10 (2015)
- Composer: Samira Koppikar
- Lyricist: Neeraj Rajawat
- Actor: Anushka Sharma
- Actor: Neil Bhoopalam
- Actor: Darshan Kumaar
Song video
actor: Anushka Sharma, Neil Bhoopalam, Darshan Kumaar