Roman script

haan maara, haan waade ne tere aise, tute hai taara jaise

kahun main ab kaise haay haay

jale dil mera mere piya jaise diya saaari raat

jindagi ek shamma hai bujhi bujhi, bewafa duniya hai luti luti

ho sake toh aaja mere saamane, tu nahi toh kaun aaye thaamane

la la la la la

hawa woh chale tan jale mann jale saari raat 

tu nahi toh sama hai fika fika, aa bhi ja ke mausam hai bhiga bhiga

tu jo ho toh baat kuch aur ho, aa sake toh raat kuch aur hai

la la la la la

achi na lage re tere bina mere sajna koyi baat 

achi na lage re tere bina mere sajna koyi baat

haan maara, haan waade ne tere aise, tute hai taara jaise

kahun main ab kaise haay haay

jale dil mera mere piya jaise diya saaari raat 

jale dil mera mere piya jaise diya saaari raat

Explore this song