Roman script

mar gayi mujhe teri judayi dans gayi ye tanhayi
teri yaad jo aayi fir aankho me nind nahi aayi 

laaj ka ghunghat chup ke taale
laaj ka ghunghat chup ke taale
maine aakhir toad di dale 
hoti hai to ho jaye ab duniya me rusvayi
mar gayi mujhe teri judayai dans gayi ye tanhayi
teri yaad jo aayi fir aankho me nind nahi aayi 
fir na kahi ye gam mil jaye 
fir na kahi ye gam mil jaye 
aaj hi kyo na hum mil jaye 
kya sathi kya barati kya doli kya sahnayi
mar gayi mujhe teri judayi dans gayi ye tanhayi
teri yaad jo aayi fir aankho me nind nahi aayi 
har mushkil aasan ho jati
pahle agar pahle agar ye ha ho jati 
humne ha karne me tauba kitni der lagai
mar gayi mujhe teri judai das gayi ye tanhayi
teri yaad jo aayi fir aankho me nind nahi aayi 
mar gayi mujhe teri judayi dans gayi ye tanhayi
nash nash me kate chube jab maine li angdai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar

actor: Jeetendra, Rekha