Roman script

maanunga maanunga jo tera kehna hai

tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai

meri koyi marji nahi

ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

maanunga maanunga jo tera kehna hai

tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai

meri koyi marji nahi

ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

ho doriya teri mere haath mein saari hai

tujhpe mera kabja hai

jo bhi ab rasta main tujhko dikhaau

wo hi tera rasta hai

maanunga maanunga jo tera kehna hai

tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai

meri koyi marji nahi

ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

tu hai kaun aur main hoon kaun

ab kaise main kahu

jiska remote hai paas tere haan 

main wo machine hoon

ho switch on karu tujhe switch off karu tujhe

hai ye mere bas mein

aazaadi nahi paayega mujhse saikado baras mein

maanunga maanunga jo tera kehna hai

tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai

meri koyi marji nahi

ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

tera hukm hai sar aankhon par 

tera gulaam gulaam gulaam hoon

tera hukm hai sar aankhon par tera gulaam hun

jo tu kahe bin soche samajhe karta wo kaam hun

tere jine ka bas matlab ye hai 

mujhe khush karna hai

aag ke dariya mein bhi 

main kahu to tujhko utarna hai

maanunga maanunga jo tera kehna hai

tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai

meri koyi marji nahi

ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

Explore this song