Roman script

mubarak chand ka tukada 
hua roshan andhera ghar 
ujala ye badhe itna
andhera khud jhukaye sar
mango mango jo aaye tumhare man me 
ho mango mango jo aaye tumhare man me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
mango mango jo aaye tumhare man me 
sasu ji pain hai sone ka kangana 
sasu ji pain hai sone ka kangana 
kangane me lipata hai bachapan ka angana 
sasu ji pain hai sone ka kangana 
kangane me lipata hai bachapan ka angana 
nanad ji pain hai sone ka tika 
nanad ji pain hai sone ka tika 
khil gya dekho dekho chehara wo fika 
bahana bante mithai hai sakhiyan me
ho bahana bante mithai hai sakhiyan me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
mango mango jo aaye tumhare man me 
rani ki godi me phul sa mukhda 
rani ki godi me phul sa mukhda 
taro se aaya hai hire ka tukada 
rani ki godi me phul sa mukhda 
taro se aaya hai hire ka tukada 
maili najariyon se allah bachaye 
maili najariyon se allah bachaye
nanga farushta dekho khushiya lutaye 
jindagi muskurati hai ankhiyan me 
ho jindagi muskurati hai ankhiyan me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
mango mango jo aaye tumhare man me 
lalaa ke janme se huye hai ujale 
ho lalaa ke janme se huye hai ujale 
sab ki duaye hai inke hawale 
ho lalaa ke janme se huye hai ujale 
sab ki duaye hai inke hawale 
hume kya inam mile hum bhi to jane 
hume kya inam mile hum bhi to jane 
raja ji humre hai bade dilwale 
raja ji humre hai bade dilwale 
nam lega jamana kahniyan me 
ho nam lega jamana kahniyan me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
rah na jaye tamanna kisi ke man me 
mango mango jo aaye tumhare man me

Song details