Roman script

mang ke sath tumhara maine mang liya sansar 

mang ke sath tumhara
dil kahe dildaar mila, ham kahe hame pyar mila

pyar mila hame yaar mila, ek naya sansar mila 

aa aas milee arman mila o jine kaa saamaan mila
mil gaya ek sahara, o o o o o 
mang ke sath tumhara maine mang liya sansar
mang ke sath tumhara
dil jawan aur rut hasin, chal yu hi chal de kahi 

tu chahe le chal kahi, tujhpe hai mujhko yakin 

o jaan bhi tu hai dil bhi tu hi
aa rah bhi tu manjil bhi tu hi
aur tu hi aas ka tara, o o o o o 
mang ke sath tumhara maine mang liya sansar
mang ke sath tumhara

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle

actor: Dilip Kumar, Vyjayantimala