Roman script

mahiya mahiya dil ki kinare pe, laakho sitare hai jhuke

palke jhukaye aur julfe udaye re, jhonka hawa ka yu chale

bikhri ada ke ishare, sehmi nazar ke sahare pehchaniye

chhin lu main, rok lu main ye anjana sa pal

kho na jaye khwaaisho me ye anjana sa pal

pal jo ye le raha hai karwate, makhmal se baadalo ki chadare odhe

chup se is pal ke baaho me dil ye bole

dil ki dhadkan me bhi hai guzarishe

ho maahiya maahiya raate suni baate kare teri

maahiya maahiya aankhe khuli bundo ke girte hi

ye dil chikhta hai ye ki dil tod de hade saari

mahiya mahiya char mulakato me tu apna sa kyun lage

dil ki khata hai ya nazro ka dhoka ye, jo bhi hai chalta rahe

bikhri ada ke ishare, chupke se kisko pukare samjhayiye

chhin lu main, rok lu main ye anjana sa pal

kho na jaaye khwaisho me ye anjana sa pal

maahiya maahiya dil ki kinare pe, laakho sitare hai jhuke

palke jhukaye aur julfe udaye re, jhonka hawa ka yu chale

bikhri ada ke ishare, sehmi nazar ke sahare pehchaniye

chhin lu main, rok lu main ye anjana sa pal

kho na jaaye khwaisho me ye anjana sa pal

maahiya maahiya

Explore this song