Roman script

aa aa aa

maahe ramzan ko barkat ka mahina kahiye

khaas allaah ki rehmat ki rehmat ka mahina kahiye 

maahe ramzan ko barkat ka mahina kahiye

khaas allaah ki rehmat ki rehmat ka mahina kahiye 

iss mahine me hi kuraan ki takmil hui

yaane allaah ke farmaa ki takmil hui

aa aa aa

intihaan sabrr ka iss tarah diya jata hai

bhuk aur pyaas ki shiddat ho saha jata hai 

aa aa aa

khwahishe dil ki jo roje me mita deta hai 

khwahishe dil ki jo roje me mita deta hai

apane haatho se khuda usako saja deta hai

apane haatho se khuda usako saja deta hai  

apane roje ki yeh barkat jara aakar dekho

ek jhalak najar suye phalak aankh uthakar dekho

aa aa aa

Explore this song