Roman script

maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar 

are maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar  

tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar

maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar 

ae baba maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar

tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar

maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar 

khvaab dekhe phulo ke bol hai kaanto jaise

saaf kare ham dil kaise maaf kare ham kaise

khvaab dekhe phulo ke bol hai kaanto jaise

saaf kare ham dil kaise maaf kare ham kaise

chhodo na chhodo na zid ye chhodo na

dilruba dil mera haay aise todo na

na na na mai nahi maanati haath jodo na

he tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar

maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar 

pyaar hai kitna chir ke dil tumhe dikhaaya jaaye

tumhi bata do ab tumko kaise manaaya jaaye

pyaar hai kitna chir ke dil tumhe dikhaaya jaaye

tumhi bata do ab tumko kaise manaaya jaaye

hu sab pata chal gaya jhutha hai ye pyaar

ab mujhe rokna hai nahi aasaan

haa tum kaho to abhi de du apni jaan

tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar

maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar 

ae baba maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar  

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song