Roman script
dil pe umeed ka bojh kuch maange har koi roz dil pe umeed ka bojh kuch maange har koi roz hansi meri kahi chhup gayi, kahaani kahi ruk gayi maa sun le zara kehta hai kya dil ye mera maa sun le zara kehta hai kya dil ye mera uljhan me kasmon ne laake mujhe rakh diya deke khushi apno ko, kaisa zakham khud ko diya roothi roothi si hasee, jutha jutha har lamha bheegi bheegi aankhe tanhaa tanhaa mann chahe mera udd jaau sapno se khud ke jud jaau ban jaau aazaad parinda main koi udd jaau unche ambar ki aur dil pe umeed ka bojh kuch maange har koi roz hansi meri kahi chhup gayi, kahaani kahi ruk gayi maa sun le zara kehta hai kya dil ye mera o maa sun le zara kehta hai kya dil ye mera surmai mere sapne palkon tale jal gaye aansu mere naino se mom ban pighal gaye syaahi se indradhanush ki thode se rang churau chanda ki thandi kiran me main so jaau taaro ko chhoo lu main bann baadal tar jaau mujhko badme tu maa chhupa le kahi sun na sakun is duniya ka shore dil pe umeed ka bojh kuch maange har koi roz hansi meri kahi chhup gayi, kahaani kahi ruk gayi maa sun le zara kehta hai kya dil ye mera maa sun le zara kehta hai kya dil ye mera
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Take It Easy (2014)
- Composer: Kishore Sharma, Sushant Trivedi
- Lyricist: Sushant Pawar
- Lyricist: Amol Powle
- Lyricist: Sunil Prem Vyas
- Actor: Dipannita Sharma
- Actor: Raj Zutshi
- Actor: Joy Sengupta
- Actor: Supriya Karnik
- Actor: Jyoti Gauba
- Actor: Yash Ghanekar
- Actor: Prasad Reddy
- Actor: Smera Jadhav
- Actor: Vikram Gokhale
- Actor: Anang Desai
- Actor: Sulbha Arya
- Actor: Vijay Kashyap
- Actor: Virendra Saxena
- Actor: Rashmi Sharma
- Actor: Lalit Tiwari
- Actor: Brijendra Kala
Song video
lyricist: Sushant Pawar, Amol Powle, Sunil Prem Vyas