Roman script

maa ne kaha tha o beta kabhi dil kisi ka na todo

deepak bati bankar sathi sath kisi ka na chodo

jan lo jag me kaun apna hai kya yaha sach hai 

or kya sapna hai jan lo jag me kaun apna hai

kya yaha sach hai or kya sapna hai

maa ne kaha tha o beta sapno ke piche na daudo

sapne sapne apne apne apno se muh na modo

maa ne kaha tha o beta kabhi dil kisi ka na todo

ho sake agar to pyar na tum karna

pyar ho jaye to dunia se na darna

ho sake agar to pyar na tum karna

pyar ho jaye to dunia se na darna

maa ne kaha tha o beta karke wada kabhi na todo

pyar ke rashte chalte chalte wapas kadam na modo

maa ne kaha tha o beta kabhi dil kisi ka na todo

deepak bati ban kar bati sath kisi ka na chodo

maa ne kaha tha o beta kabhi dil kisi ka na todo

Explore this song