Roman script

ganda re banda tu ganda re banda

nich kamina tu ganda re banda

ganda re banda tu ganda re banda

allah ka banda na tu ram ka banda

maa ki maa ki maa ki aankh

haa duniya ki maa haa maa ki aankh

maa ki maa ki maa ki aankh

haa duniya ki maa haa maa ki aankh

duniya me jine ka ek hi ab phanda hai

kahke jab chuja jab phute koi anda hai

chehra jo tera tu kar chahe chanda

gair paraya sab ko kar de nanga

ganda re banda tu ganda re banda

nich kamina tu ganda re banda

ganda re banda tu ganda re banda

allah ka banda na tu ram ka banda

maa ki maa ki maa ki aankh

haa duniya ki maa haa maa ki aankh

maa ki maa ki maa ki aankh

haa duniya ki maa haa maa ki aankh

zangal ki niti ab shahro ki riti hai

ek ki bhukh mitti duji jab marti hai

naa buddha mahvira naa nanak naa isha

insaan ye insaan aur khud hi masiha hai

maa ki maa ki maa ki aankh

haa duniya ki maa haa maa ki aankh

maa ki maa ki maa ki aankh

haa duniya ki maa haa maa ki aankh

Explore this song