Roman script

ek anjaan dastak or aanshuon ka saya

ghum hosh hai ab har rang paraya

kis mod se gujar raha hai ye lamha

kis baat ki saja tu de raha khudaya

roshani ko kyon koi bujhane laga

dar kyon is kadar paas aa raha hai

har had ki had se pukare unhe

wo jo yaha se lupt hai huye

har had ki had se pukare unhe

wo jo yaha se lupt hai huye

andhere hone se dekhe wo kon hai

sannate chikhte hai fir bhi sab mon hai

kyon ghira hua hai wojud in sawalon se

maut ki chaddar lapete wo kon hai

sab marange

har had ki had se pukare unhe

wo jo yaha se lupt hai huye

Explore this song