Roman script

haay rama rama ho haay more rama

dil me macha hai kyun koi hungama

aayega koi baaho me leke

chumega mere yeh lucky lips

haay rama rama ho haay more rama

dil me macha hai kyun koi hungama

aayega koi baaho me leke

chumega mere yeh lucky lips

gudgudi si hone lagi, iss jahan me khone lagi

kyun jaagi jaagi sone lagi, jaagi jaagi sone lagi 

kuch naya sa ehsaas hai, in labo pe ek pyaas hai

yeh dard to zara khaas hai, dard to zara khaas hai

jayega koi betaabi leke

dekhega mere yeh lucky lips

haay rama rama ho haay more rama

dil me macha hai kyun koi hungama

aayega koi baaho me leke

chumega mere yeh lucky lips

ud rahi main hawao me aaj banke deewani

aankho me ek haya hai, saanso me hai kahani 

saanso me hai kahani

dhakdhak si mere seene me hoti

bheege hai mere yeh lucky lips

haay rama rama ho haay more rama

dil me macha hai kyun koi hungama

aayega koi baaho me leke

chumega mere yeh lucky lips

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song