Roman script

love ki ghanti baj gayi meri dekha usko pyaar hua

aankhe phat gayi, tabiyat lipat gayi dil mera kood pada

pehle ladki thoda sa bhadki boli aaye ho tum kyun yaha

main bola, mera hai good luck mujhe laayi yaha teri maa

maa ki aankh hai veere jise dhoonda gali gali

woh iss maa ke ghar mili ha uski baate nukkad ki chaay

thodi meethi thodi garam jaise teekhe pyaazi pakode

mirchi dhaniya ka dum gusse me chamki, di mujh ko dhamki

main tas se mas na hua gaalo pe uske de daali pappi

dil uska cool hua love ki ghanti baj gayi meri

dekha usko pyaar hua aankhe phat gayi, tabiyat lipat gayi 

dil mera kood pada pehle ladki thoda sa bhadki

boli aaye ho tum kyun yaha main bola, mera hai good luck

mujhe laayi yaha teri maa

shirt bhi badal daali ye to setting ho gayi veere

wo khadi thi main khada tha, nazre takraayi

paas aayi baahe thaami, thoda sharmaayi

pyaar se phir, usne mujhko shirt pehnaya

touch kiya to dil me jaise gudgudi chhaayi

ye to setting ho gayi veere

seene se mere phir wo lipat gayi

aisa zor ka jhatka laga mere dil ke radio par

sa re ga ma pa bajne laga kaano me mere dheere se boli

mere hero the ab tak kahaan main rapat gaya wahin salat gaya

chali pyaar ki mast hawa love ki ghanti baj gayi meri

dekha usko pyaar hua aankhe phat gayi, tabiyat lipat gayi

dil mera kood pada

Explore this song