Roman script

luta hai tune mujhe mujhe mujhe chodungi na mai tujhe tujhe tujhe
aaj na bach ke jayega tu khud ko kaise bachayega tu

luta hai tune 
dhun kaisi bat wo teri mulakat ko 
jiwan ki sabse andheri diwani rat wo
dhun kaisi bat wo teri mulakat ko
jiwan ki sabse andheri diwani rat wo
dhokhe se le gayi thi waha
aaj tujhe leke mai aayi yaha aaj tujhe leke mai aayi yaha
luta hai tune mujhe mujhe mujhe chodungi na mai tujhe tujhe tujhe
aaj na bach ke jayega tu khud ko kaise bachayega tu
aaj na bach ke jayega tu khud ko kaise bachayega tu
luta hai tune 
daye se na jane dungi baye se na jane dungi
aisa tuhje gher lungi awaz na lagane dungi

samne hi tera anzam hai teri jindagi ki yahi sham hai
luta hai tune mujhe mujhe mujhe 
chodungi na mai tujhe tujhe tujhe
aaj na bach ke jayega tu khud ko kaise bachayega tu
aaj na bach ke jayega tu khud ko kaise bachayega tu
luta hai tune

Song details

Song video

Watch on YouTube