Roman script

bhaagu bhaagu daudi jaise cheeta ki main chori

kyuki jaan jo fasi hai aaj shoket mein

kabhi zindagi k aage bhagi

sabki baja k bhaagi

pair daale fite wale rocket mein

bhaagu bhaagu daudi jaise cheeta ki main chori

kyuki jaan jo fasi hai aaj shoket mein

kabhi zindagi k aage bhagi

sabki baja k bhaagi

pair daale fite wale rocket mein

saala maa behn ki gaali bhi na dena paau khulke

saala maa behn lelo bus mujhse banwane hai fulke

saala maa behn k saath niklu sanskaaro mein ghir k

dunia k iss chakkar ko main bolu

main bolu bolu bolu bolu kyaa?

iski jaan ka loop lapeta

mere praan ka loop lapeta

iss bharhmaan ka loop lapeta

saare plan ka loop lapeta.

Explore this song