Roman script

logo suno suno, haye haye suno suno

logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani

logo suno suno, haye haye suno suno

logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani

panch unglio ki hai ye kahani, ye pahli ungli hai sabse pyari

ye pahli ungli hai sabse pyari, deti hai, leti hai

deti hai, leti hai, deti hai jab dil koi kawari

isme pahne wo, pahane isme wo, isme pahne wo piya ki nishani

panch unglio ki hai ye kahani, logo suno suno, haye haye suno suno

logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani

kya kam hai dusari ungli ka, bhala kya kam hai dusari ungli ka

ise lagaye mathe pe tika, ise lagaye mathe pe tika

jab ran me utre, ran me jab utre, utre jab ran me jhansi

ki rani, panch unglio ki hai ye kahani

logo suno suno, haye haye suno suno

logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani

tisari ungli se bachke rahana, tisari ungli se bachke rahana

ab to kaha ye phir na kahana, ab to kaha ye phir na kahana

sharam se ho gayi, sharam se haye haye, sharam se ho gayi

mai pani pani, panch unglio ki hai ye kahani

logo suno suno, haye haye suno suno

logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani

is chothi ungli ka khel sara, is se kiya jata hai ishara

is chothi ungli ka khel sara, is se kiya jata hai ishara

aage na puchho, puchho na aage, aage na puchho to maharbani

panch unglio ki hai ye kahani

logo suno suno, haye haye suno suno

logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani

baki bacha kya ye ek angutha, arey, baki bacha kya ye ek angutha

jisko dikhaya wo humse rutha, jisko dikhaya wo humse rutha

dushman bana haye, dushman haye haye, dushman bana pal me

dil ka jane, panch unglio ki hai ye kahani

logo suno suno, haye haye suno suno

logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani

panch unglio ki hai ye kahani

Explore this song