Roman script

tumne jo hai manga to dil ye hazir ho gaya

tumko mana manzil aur musafir ho gaya

tumne jo hai manga toh dil ye haazir ho gaya

tumko maana manzil aur musafir ho gaya

lo safar shuru ho gaya humsafar tu ho gaya

lo safar shuru ho gaya mera humsafar tu ho gaya

dil ki bechaini ko aaya ab kahin aaraam hai

tu na ho to sochta dil tujhko subaho shaam hai

iss kadar tu har ek pal mein mere shaamil ho gaya

lo safar shuru ho gaya humsafar tu ho gaya

lo safar shuru ho gaya mera humsafar tu ho gaya

jab se tumne baah thaami raaste aasaan hai

khushnuma hai meri subahe dil nashin har shaam hai

zindagi ke achepan se main bhi waaqif ho gaya

lo safar shuru ho gaya humsafar tu ho gaya

lo safar shuru ho gaya mera humsafar tu ho gaya

Explore this song