Roman script

lo kha lo madam khana 

lo kha lo madam khana  

kha lo madam khana 

kyu itni der lagayi 

hai jaan labo par aayi 

aur payt me ho gayi dhul 

muye chandul gadhe ki jul 

main le ne gaya mithai

raste me thokar khayi 

main le ne gaya mithai

raste me thokar khayi 

aur chot dekho aayi 

aur chot dekho aayi 

chal jhuthe muye muye harjayi 

ye sab bak bak hai fijul 

chal jhuthe muye muye harjayi 

ye sab bak bak hai fijul 

muye mujul naamakul 

kyo itni ho jhalaati 

ye salan hai ye chapati 

kyo itni ho jhalaati 

ye salan hai ye chapati 

mujhko nahi hai bhati 

main puri kachori khati 

ha puri kachori khati 

phir jaau abhi phir jaau

tum thahro abhi le aau

kya bukh se main mar jaau 

yaa kachcha tujhay chabaau

naamakul gadhe ki jul 

muye chandul

ab der na hogi baksho

tum baksho ha baksho 

ab der na hogi baksho

tum baksho ha baksho 

kya chod du yun hi tujhko 

chod du yun hi tujhko 

kya chod du yun hi tujhko 

chod du yun hi tujhko

bas tauba bi ji tauba 

pahle bhi to ki thi tauba tauba 

ul jalulul pila di dhul

Explore this song