Roman script

apni bahar deke saza ke kisi ka ghar

daman me sari duniya ke kante sametkar

lo ja raha hai lo ja raha hai 

lo ja raha hai khakh udata huya koi 

khud apne ghar ko aag lagaata huya koi

lo ja raha hai khakh udata huya koi 

khud apne ghar ko aag lagaata huya koi

lo ja raha hai lo ja raha hai

kudrat se jo mili thi khushi 

vo bhi bant di

kudarat se jo mili thi khushi 

vo bhi bant di

kandhe pe gam ka bhojh bani

hai ye zindagi 

insaniyat ki shan bdatha huya koi

lo ja raha hai lo ja raha hai

lo ja raha hai khakh udata huya koi 

khud apne ghar ko aag lgata huya koi

khud apni zindagi me andhera kiye huye

khud apni zindagi me andhera kiye huye

aankho me pani senkdo tufa liye huye

ummid ke chirag bujhata huya koi

lo ja raha hai lo ja raha hai

khakh udata huya koi 

khud apne ghar ko aag lagaata huya koi

lo ja raha hai lo ja raha hai

Explore this song