Roman script

lo chip gaya chand bahe hawa mand mand

karlo ankhiya band ho band karo ankhiya

lo chip gaya chand bahe hawa mand mand

karlo ankhiya band ho band karo ankhiya

thali me bharke tare sitare sapno ki nagri pe aayenge pyare

thali me bharke tare sitare sapno ki nagri pe aayenge pyare

nanhi nanhi pariya sunder man hariya band karo ankhiya

lo chip gaya chand bahe hawa mand mand

karlo ankhiya band ho band karo ankhiya

jo tu manenga sab kuch denge lekin tujhse adha lenge

unhe sajakar nadi pap se dariya band karo ankhiya

lo chip gaya chand bahe hawa mand mand

karlo ankhiya band ho band karo ankhiya

Explore this song