Roman script

lo chale hum behke kadam 

lo chale hum behke kadam aaj khushi se 

ho gaya ho gaya pyaar kisi se 

lo chale hum behke kadam aaj khushi se 

ho gaya ho gaya pyaar kissi se lo chale hum

humne to bhul ke dekha udhar jaadu si kar gai unki nazar

humne to bhul ke dekha udhar jaadu si kar gai unki nazar  

aane laga dil jane laga dil aane laga dil jane laga dil 

kho gaye kho gaye hum to abhi se 

lo chale hum behke kadam aaj khusi se 

ho gaya ho gaya pyaar kissi se lo chale hum

ulfat ke naam ki kha kar kasam chupke se pi gaye aankho se hum

ulfat ke naam ki kha kar kasam chupke se pi gaye aankho se hum

pyaar me kya hai kaisa nasha hai

pyaar me kya hai kaisa nasha hai

kya kahe kya kahe hum ye kisi se

lo chale hum behke kadam aaj khusi se 

ho gaya ho gaya pyaar kissi se lo chale hum

lahra ke ye sama kehta hai sun 

chahat ki saz pe dhadkan ki dhun 

lahra ke ye sama kehta hai sun 

chahat ki saz pe dhadkan ki dhun 

van me khila gul gaati hai bulbul 

van me khila gul gaati hai bulbul 

yeh sama hai jawa dil ki lagi se 

lo chale hum behke kadam aaj khusi se 

ho gaya ho gaya pyaar kisi se lo chale hum

Explore this song