Roman script

lo aaj maine chehre se parda hata diya

lo aaj maine chehre se parda hata diya

lo aaj maine chehre se parda hata diya

ab na kahna na kahna na kahna 

ab na kahna ke jalwa dikha ke 

dikha ke mita diya

lo aaj maine chehre se parda hata diya 

lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine

chehre se parda hata diya 

kya irada hai zara kya irada hai zara

aye mere sarkar kaho aye mere sarkar kaho

kar liya achhi tarha husn ka didar kaho

husn ka didar kaho 

jaan dene ki ya lene ki tamanna hai tumhe

jaan dene ki ya lene ki tamanna hai tumhe

hum to har ek baat pe pahle se hai taiyar kaho

hum to har ek baat pe pahle se hai taiyar kaho

aabru hila ke maine ho ho aabru hila ke maine jo

khanjar khanjar chala diya  

lo aaj maine chehre se parda hata diya 

lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine

chehre se parda hata diya

kya mere husn ka kya mere husn ka

ji jaan se dam bharte ho ji jaan se dam bharte ho 

ji jaan se dam bharte ho 

ishq ki charcha hai to fir haan ishq ki charcha hai to fir

ha kahne se kyu darte ho kahne se kyu darte ho

shamma ka kam hai jalana jala dalegi

shamma ka kam hai jalana jala dalegi

soch lo baat ye bevakt pe kyo marte ho 

soch lo baat ye bevakt pe kyo marte ho 

aankho ke ras mei jahar jo

aankho ke ras mei jahar jo maine maine mila diya

lo aaj maine chehre se parda hata diya 

lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine

chehre se parda hata diya

jaan pehchan hone wali hai

jaan pehchan hone wali hai baat aasan hone wali hai

aaj sabko pilayi jayegi aaj sabko pilayi jayegi 

pyas sabki bhujayi jayegi zam se zam aisa takraye

zam se zam aisa takraye sara maikhana kanp sa jaye

sara maikhana kanp sa jaye

jab surahi bhi ladkhdayegi jab surahi bhi ladkhdayegi

ek aawaj aisi aayegi  koun katil hai aaj mahfil mei

koun  katil hai aaj mahfil mei

jhank kar dekh lo zara dil mei

jhank kar dekh lo zara dil mei

chor chori agar chhupayega

chor chori agar chhupayega

rang chehre ka udta jayega baat se baat nikal aai hai

khafa mat hona raat milne ki hai 

is raat zuda mat hona yu hi aaina maine 

yu hi aaina maine zara sa zara sa dikha diya

lo aaj maine chehre se parda hata diya 

lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine

chehre se parda hata diya

Explore this song