Roman script

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

dil hi dil mein aaj tak

tumse pyaar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

dil hi dil mein aaj tak

haan dil hi dil mein aaj tak

tumse pyaar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

dil hi dil mein aaj tak

dil hi dil mein aaj tak

tumse pyaar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

ye pyaar kyaa hain

aakhir puchho to humse

tum pe hi marte aaye

har ik janam se

kuch to sila mil jaaye

apni wafa ka

mar jaayenge hum warna

ab to kasam se

har din, har pal, har ghadi

har din, har pal, har ghadi

intazaar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

dil ne mulakaat ke kuch sapne sajaye

maana ab tak juba se hum keh na paaye

lekin ye sach hain ke jab se

chaha hain tumko

jeene ki chahat apni badhti hi jaaye

jo kuch bhi is dil mein hain

jo kuch bhi is dil mein hain

ab izhaar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

dil hi dil mein aaj tak

haan dil hi dil mein aaj tak

tumse pyaar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

likha na tumko khat kabhi

na ikraar kiya humne

na ikraar kiya humne

na ikraar kiya humne

Explore this song