Roman script

likh diya hai ye mummy ne khat me kya

likh diya hai ye mummy ne khat me ki

hume pyar karana mana hai ladke chalu ha ladke 

chalu bahot aaj kal hai unse aitbar karana mana hai

likh diya hai ye mummy ne khat me ki

hume pyar karana mana hai

aur kya likha hai humne bheja tha college me tumko

khub achi tarah likhane padhane

aur kya likha hai humne bheja tha college me tumko

khub achi tarah likhane padhane

chhod karke likhai padhai tum lago ho kise pyar karane

pyar kisase hai inarar kar lo tumhe ikarar karana mana hai

kyu ki ladke chalu ladke chalu bahot aaj kal hai

unpe aitabar karana mana hai

aage kya likha hai wo jo le jana chahe cinema 

kabhi jana nahi sath uske aage kya likha hai

wo jo le jana chahe cinema kabhi jana nahi sath uske

bahlaye tumko phir bhi jana nahi pass uske

jis gali me ho tera diwana  

us gali se gujarana mana hai

us gali se gujarana mana hai

ladke chalu ladke chalu bahut aaj kal hai

unse aitbar karna mana hai ki likh diya hai 

ye mummy ne khat me ki hume pyar karna mana hai

Explore this song