Roman script

lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana

ye prit banegi afsana

bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi

aankh ne dekha to dil ne pa liya

mithi bato ne hame bahka liya

pyar me hum bhi tumhare ho gaye

tum mile to ham khushi se kho gaye

kadmo me khada hai diwana

bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi

lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana

dil bade arman se laya hu mai

ye gali tufan se laya hu mai

meri palke jhuk rahi hai laz se

tum hamare ho chuke ho aaj se

aaya hai shama ka parwana

bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi

lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana

aur bhi dunia me lakho chand hai

aap ke aage magar wo mand hai

aur bhi dunia me lahko phul hai

aap ke aage magar wo bhul hai

katil hai aapka sharmana

bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi

lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana

ye prit banegi afsana

bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi

lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana

Explore this song