Roman script

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

paas aa aaha aa aaha aa aaha aa 

paas aake sharma sharmi yaar kar nahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

nili nili roshani hai, kamra bhi band hai 

haye kya karu main ke, tu mujhe pasand hai 

o nili nili roshani hai, kamra bhi band hai 

haye kya karu main ke, tu mujhe pasand hai 

deke tanhaiya le meri angdaaiya

main rajamand hu ye dil bhi rajamand hai 

le le maza le le maza raat gujar jaye naa kahi 

paas aake sharma sharmi yaar kar nahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

dil dil dil dekh mera bekraar hai

aati jati saans kahe tu hi mera pyar hai 

o dil dil dil dekh mera bekraar hai

aati jati saans kahe tu hi mera pyar hai 

hone de rusvaiya iska koi gam nahi 

jaane ye nasha hai kya kaisa ye khumar hai 

le le maza le le maza raat gujar jaye naa kahi 

paas aake sharma sharmi yaar kar nahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

raasta ye band hai bolo kaha jaoge 

charo taraf main hi main hu mujhko hi tum paoge 

ho raasta ye band hai bolo kaha jaoge 

charo taraf main hi main hu mujhko hi tum paoge

tann mein lagi aag hai jaane kaisi pyaas hai 

kuchh to reham khao naa kab talak tadapaoge 

le le maza le le maza raat gujar jaye naa kahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

paas aa aa aa aa aa  

paas aake sharma sharmi yaar kar nahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi 

le le maza raat gujar jaye naa kahi

Explore this song