Roman script

le ja mere aansu le ja mere aansu

maina meri maina le ja mere aansu 

maina meri maina le ja mere aansu 

gaata hai ghanni chhaw me niswarth papiha 

gaata hai ghanni chhaw me niswarth papiha 

sine me machalta hai tera chand sa mukhda

jis tarah andhere me chamakta hua jugnu 

jis tarah andhere me chamakta hua jugnu 

le ja mere aansu le ja mere aansu

maina meri maina le ja mere aansu 

maina meri maina le ja mere aansu 

kahna hai mere hizar me tu jaan na khona

kahna hai mere hizar me tu jaan na khona

mar jaou jo main to mere marne pe naa rona 

mar jaou jo main to mere marne pe naa rona 

do dil ke bahalne ke nikal aayenge pahlu 

do dil ke bahalne ke nikal aayenge pahlu 

le ja mere aansu le ja mere aansu

maina meri maina le ja mere aansu 

maina meri maina le ja mere aansu

Explore this song