Roman script

le gayo daka dal ke 
mori kori nathaniya 
le gayo daka dal ke 
mori kori nathaniya 
mori nathaniya thi jaise chandaniya 
mori nathaniya thi jaise chandaniya 
le gayo daka dal ke 
mori kori nathaniya 
le gayo daka dal ke 
mori kori nathaniya 
rat ko main atariya pe soi 
rat ko main atariya pe soi 
pyar ke mithe sapne me khoi 
itne me ho gya koi khatka 
dar gayi main laga dil ko jhatka 
jab khuli aankh tab humne jana 
sar pe amrat khada wo diwana 
hans ke bola suno 
kaise kahun kaise kahun kaise kahun 
hans ke bola suno rani ji 
bano humri dulahaniya 
hans ke bola suno rani ji 
bano humri dulahaniya 
humri dulahaniya pyari sajaniya 
humri dulahaniya pyari sajaniya 
le gayo daka dal ke 
mori kori nathaniya 
humne samjha tha jako anadi 
humne samjha tha jako anadi 
wo dagabaj nikala khiladi 
oh se humne jo ungali chhudai 
usne dhar ke pakad li kalai 
pahoche pe jab wo pahucha khiyana 
ro padi main wo fir bhi na mana 
aage kaise kahun
kaise kahun kaise kahun kaise kahun 
aage kaise kahun humse 
na kahi jaye kahaniya 
aage kaise kahun humse 
na kahi jaye kahaniya 
chhoti umariya hai lambi kahaniya 
chhoti umariya hai lambi kahaniya 
le gayo daka dal ke 
mori kori nathaniya 
le gayo daka dal ke 
mori kori nathaniya

Song details

Song video

Watch on YouTube