Roman script

arj hai ek dasta 
iski hai na koyi juba
sunte the hum lekin magar 
likhne wale ka na hai pata
hai kahani aisi meri, hai aazadi isme meri
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha
kuch hi labo mein mera jahan
samne hai jaisa huwa
ab kisi se na kuch hai chhupa
syahi ke chadar par hai nishan
hai kahani aisi meri, hai aazadi isme meri
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha
marj hai aisa yaha jiski hai na koyi dawa
hota na ab koyi asar ab to main aur mera karwan
hai kahani aisi meri, hai aajadi isme meri
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha
le chalo mujhe jannat ho waha
do aawaj pukaro mujhe ye ye ye ye yaha

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Soha Ali Khan, Rajeev Khandelwal